- Sir, hmara article mn 2 main kws hn to un ko focus kw pa rkhn during rank math Seo, to Jo main kws s related LSI kws hn gn in ko bhy focus pa rkhn gn ya just article mn put kr dn?
- Secondly, JB hum apni APK site K home page Ki customization done kr ln, to content coverage kaliya competitor Wala articles Jo us n Cover Kia hwa hn , us K accordingly site pa put krna start kr dn ya phr kuch specific time kaliya wait krna chiya?
Sohail Sardar Answered question August 24, 2023
- Rank Math Aik Esa Plugin Hai Jo hamein SEO better kerne ki sahoolat deta hai – Us me pre added info hai keh google kin cheexu ko like kerta hai wo hamein unhi cheezu ko better kerne ka kehta hai aur hum jis qadar uska kehna mantay jatay hain wo SEO Score better kerta dikhata jata hai – Is se berh k iska koi function nai – aur ye SEO me ya Ranking me direct koi benefit hamein nai deta seway k hum SEO ki values better implemet ker saken is ki madad se.
- Aap Focus Keyword mein aik Keyword dalein jo keh major keyowrd ho – aur ye Focus Ketword ka optionjust ooper btaay gay SEO score ko dekhanay k leay hota hai keh aap ka main konsa Keyword hai jisay aap ocus ker rahy phir wo kehta hai yahi Focus Keyword title me dalo, URL me dalo , Content me dalo, Image Alt tag me dalo etc etc. So Focus Keyword aik dalein us k related jitne bhi Keyword hain including forus (Major) Keyword wo content ka hisa bana den
- Homepage jab customize kren ya na kren – aap apna content dalein aur lazmi dalein verna Google me aapkay pages blank ya low content k sath index hona start ho jain gay to SEO point of view se acha nai hai – Aap competitor k content se idea le sektay hain us ne kesa likha hua aur aapko us se better likhna hota hai quantity wise bhi aur quality wise bhi – So Content apna likhein, Competitor se just guide lein – aur content timely dalein
Sohail Sardar Answered question August 24, 2023