AoA,
Sir I am Khurram. Sir ya Mari blogging sites Hai, iss py google adsence b prove hai. main iss py rozna article b publish kar raha hu lakin abi tk koi positive response nae aya app koi suggestion dy ma iss ko kasy behter karo or money earn karu. mujy almost 9 months ho gy iss py working karty. please koi achy sy tips dy. main ny erozgar may app sy course kya tha jes wja sy blogging start ke hai. Check it historyuncover.
Regards & Thanks.
MK Answered question October 19, 2023
Thanks Sir jee.
Sir jee Article ma ChatGpt sy write kr wa ky usy modify karta hu means AI or plagiarism zero kar ky phr he upload karta hu. of jo offpage seo hai wo b start karta hu or baqi jsy jsy app pharhay gy sath sath karta rahu ga.
Main py working start karta hu.
Sohail Sardar Changed status to publish October 19, 2023
- Site Title and Description sahi kren – mjhe perh k samajh hi nai aa rahi keh aap k homepage k title kis cheez k related hain and perhne k bad mjhe samajh nai aai site kis related hai – google ko kese samajh aay gi ?
- Posts aap ker rahay laken us me kahin bhi download button nai keh ager koi user aa b jay to usay kuch relevant download kerne ko mil jay – laken yahan kuch bhi nai – qismat se aya user bounce back ker jata hoga
- Content ki quality ka mjhe samajh nai aa rahi app khud likh rahay ya AI se le rahay – ager AI se le rahay to koi faeda nai – aap ko content ki quality better kerni hogi – esay google ne lift nai krani
- Post content me Table of content add kren – jo TOC ya table of content plugin install kerne se auto add hoti rehti
- content me table use kren – APK data ko table me den ta keh content quality better ho
- Relevant and Recommended Schemas add nai hain – jo aap apnay kisi bhi competitor k is link https://search.google.com/test/rich-results pe ja k check ker sektay – aaap k by default 2 add hain aur kuch b nai
- Maximum traffic is niche pe MOBIULE traffic ki hai aur apki site ki speed sahi nai – jisay aap is link https://pagespeed.web.dev/ pe ja k check ker sektay hain – desktop ki phir bhi sahi hai
- baqi ye sari cheezen mil k ranking de rahi hoti aapko – aur in 9 months me aapki OffPage Seo ko bhi nai check kia keh aap ne kesi ki hui hai – kisi website ka analysis bahut mushkil and time taking kam hota aur daily esa kerna perta mjhe
Sohail Sardar Posted new comment October 18, 2023
hopefully it will help u.