Sir g AK new YouTuber ha Sir Gulam Ali !
Uno ne kaha ka hosting, Siteground ki best ha Hostinger ki ni. Uno ne kaha ka Meri site pa update lgny se Meri Sari Domains Hostinger ne ura de sari mehnat zae.
But siteground ne asa ni kia us ne wo site ura de baqi safe thi.
So APK me to Risk hota ha ! Ap kindly btaye ap ne Kon se use ki? Experience kis ka Sath acha Raha…kia ap ki site pa koi DMCA , ya google ki update lagi? Kon se best Hosting ha sir … Thanks 👍 for your guidance sir
I’m waiting for your response
Love 💝 from Taunsa (Muhammad Awais)
Dekhein – Server Managed and Self or Non managed 2 types k hotay hain – managed ya non managed dono pe DMCA aa sekta hai aur aapko certumstances face kerne per sektay hain – Her kisi ka apna experience hai – Ghulam Ali Sb Ka may be sitegrounds se acha experience ho – mere apnay experiences hain
hum OneProvider ya Contabo k non managed Server lekar khud manage kerte hain ager ye seekhna ho to meri SERIES youtube pe chal rahi – in 2 companies ki taraf se non managed le ker manage ker k hum use kerte hameina s such kabhi koi issue nai aya aur meri locality me mojood poori loby almost yahi use kerti hai
Albata DMCA jab bhi aay us ki email aati hoti hai – is leay jab bhi email aay aap DMCA resolve kia kren – main within 1 week total DMCA ko manage krne pe series start krunga keh aap DMCA se kese jan churwa sektay hain jab bhi aay na – Post Derank Hogi Na Server ya Hosting Down Jay Gi – Wese Managed hosting lena cahhein to SiteGround bhi acha hoga laken mera experience Interserverk sath bhi is hawalay se acha raha hai
bat hai DMCA handeling ki – wo ati hai to aap Hostinger ki anamecheap ko bhi hath pakrai na dein