Assalam 0 Alaikum
Sir g Adsense py Bank attach karna hy withdraw k liye, wahan wo Siwft BIC ka pochta hy. Main Faysal bank use karta hon aur Faysal bank Taunsa branch ka code agr wahan lagaon to ek characters zaida hota hy. Tu kia main main branch ka Swift code laga sakta hon? Is sy masla to ni ho ga?
Sohail Sardar Answered question August 28, 2023
her bank ka apna unique Swift Code hota hai jisay aap routing number bhi keh sektay hain – isi k thorugh aapki payment aa jay gi – aap isi ko Swift code me daal dein jese screen shot me dekhaya gea hai – aapka IBAN already laga hota hai – jab ye lagta hai to payment directly aa jati hai
AdnanAli Posted new comment August 28, 2023
Right but wahan branch code karna ho ga ya hum main faysal bank ka code add kar sakty hain? Q k branch code main ek character zaida ho jata hy aur jo ap ny screen shot main daikhai hy wo agy lagaon to lag jati hy